Cleaner Jobs

We are hiring · भर्ती चालू है

Cleaning staff ki naukri – Jamshedpur

Steel City Cleaning Services ko ghar aur office cleaning ke liye mehnati staff chahiye. Fresher bhi apply kar sakte hain – kaam hum sikhayenge.

Kaam kya hoga

  • Ghar ki deep cleaning – kamre, kitchen, bathroom
  • Sofa, carpet aur mattress ki machine se shampoo cleaning
  • Floor scrubbing machine chalana
  • Customer ke ghar team ke saath jaana (Jamshedpur, Adityapur aur aas-paas)

Kaun apply kar sakta hai

  • Umar 18 saal ya usse zyada
  • Fresher ya experienced – dono
  • Saaf-suthra, imaandaar aur samay ka paaband
  • Bike ho to achha hai (zaroori nahi)

Hum kya denge

  • Kaam ki training – machine aur chemical chalana
  • Regular kaam
  • Full time aur part time dono
  • Salary experience ke hisaab se – interview me batayenge

Call ya WhatsApp bhi kar sakte hain: WhatsApp 90600 27716

Apply karein · आवेदन करें

2 minute ka form. Hum 2–3 din me call karenge.

Kaunsa kaam aata hai (jo bhi aata ho tick karein)